Saturday, July 7, 2007

Splash the Concerto - A R Rahman, Taj Mahal Anthem


The name A.R. Rahman needs no introduction. The man who redefined contemporary Indian music and is the pride of the entire nation and an idol for millions all over the world needs no preamble. But if you happen to be one, still among the few unfortunate souls, who are a stranger to him and adorable to his heavenly music….
Yes Folks ……. Now A R Rahman has worked on Taj Mahal Anthem which is a beautiful one, to cheer up Taj Mahal in Seven Wonders of the World.



Taj Mahal Anthem, Video ...



TAJ ANTHEM CREDITS
Music by A R Rahman
Lyrics by Raqeeb and A R Rahman
Singer A R Rahman, accompanied by Karthik and Naresh Iyer

LYRICS
Mausam Aate jaate Hain
Sadiyaan Aateen Jaateen Hain
Kuchh Cheezen Rahjaateen Hain Yaad Mein

Wo Din Wo Raaj Kahaan Hai
Naaz-O-Andaaz Kahaan Hai
Naghmen Hain Aaj Sada Ke Saath Mein

Koi Kahta Hai
Jeene Ka Maqsad Yahaan Daulat Mein Hai
Koi Kahta Hai
Jeene Ka Maqsad Yahaan Inayat Mein Hai
Mujhse Jo Koi Ye Poochhe
Kyon Na Kahun Zindagi Ki karaamat
Mohabbat Mein Hai


Jhum Jhum-Tana Nana-Jhum .Tana Nana-Jhum
Ek Sada Dil Hai

Jhum Jhum-Tnana Nana-JhumTana Nana Nana
Ek Sada Rab Hai

Jhum Jhum-Tana Nana-Jhum. Tana Nana-Jhum
Ek Mohabbat Hai


Radha Krishna Ki Mohabbat
Aadam Haua Ki Mohabbat
Heer Aur Ranjha Ki Mohabbat ..Ek Hai

Shaah Jahaan Mumtaaz Ki Mohabbat
Laila Majnu ki Mohabbat
Teri Aur Meri Mohabbat Ek2

Jhum Jhum-Tana Nana-Jhum .Tana Nana-Jhum
Ek Sada Dil Hai

Jhum Jhum-Tnana Nana-JhumTana Nana Nana
Ek Sada Rab Hai

Jhum Jhum-Tana Nana-Jhum .Tana Nana-Jhum
Ek Mohabbat Hai

Deevane Mohabbat Ke Hain- Jo
Hai Un Ko Pahla Salam
Tohfa Mohabbat Ka Hai jo
Har Dil Ka Usko Salam

No comments: